Saturday, January 17, 2026
Mere Dost
Aaj Main Apne Purane Dost ko Bahut yaad kar raha hu . Rota hu yaar dasto ko yaad karke. Din bhar to kaam mein busy ho jata hu kaam kuchh nhi Magar pta nhi kiya hota hai kuchh samajh nhi aata . Naa main ghar call karke aache se baat kar pata hu na hi apne bhai ko call karta hu. Yaar sach mein bahut Yaad aata hai. Call nhi Karta hu magar yaad bahut karta hu
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment